LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Share icon
Lyrics
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan

Jindagi jaane kyu
Khushiya deke yu
Cheen leti hai

Ishq karke kyu
Dilruba jaane kyu
Dil ko tod deti kyu

Rishte naate banake
Sang safar me yu laake
Raste mod deti kyu

Ae khuda tune aisa
Kya hai kiya
Meri kismat me aisa
Kyu hai likha

Ae khuda tune aisa
Kya hai kiya
Meri kismat me aisa
Kyu hai likha

Tasveer teri wo yaadein hai meri
Jinse zakhm hojate hare
Jo haal mera jane ho shayad wo tera
Kya ye khalish tadpati tujhe

Beetein lamhein ki wo yaadein purani
Beetein lamhein ki wo yaadein purani
Aaj bhi hai rooh sang chal rahein


Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan

Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan

Toote rishto ko yun
Rab jo chahe to
Phir sang jod deta yun

Lakhon Pathad hatake
Roothe dil ko manake
Phir sang jod deta yun

Shukriya-E-khuda tune ye jo kiya
Bichde saathi ko tune sang jo kiya
Shukriya-E-khuda tune ye jo kiya
Bichde saathi ko tune sang jo kiya

Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan

Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan
Jaan-E-Jaan

WRITERS

Ali Muzafar

PUBLISHERS

Lyrics © Black Turn Digital Pvt. Ltd.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other